Wednesday, November 10, 2010

farukh lone: Gimme a Break! Karvatun ke Kashmaksh Mein!!!

farukh lone: Gimme a Break! Karvatun ke Kashmaksh Mein!!!: "Karvatu ki kashmakash mein shabb bhar main so na saka Teri yaadein kuttay ban kar bhonkte the mere angan mein Rakeebun ki mehfil hai sanam ..."

Gimme a Break! Karvatun ke Kashmaksh Mein!!!

Karvatu ki kashmakash mein shabb bhar main so na saka
Teri yaadein kuttay ban kar bhonkte the mere angan mein
Rakeebun ki mehfil hai sanam kii ek masoom chaal hai
Pila ke girade ab mujhko ek he wicket hun tere anjuman mein
Kaantu ki laal rangat se dehshat mein hai sara aalam
Zaalim! Tu ne he kaantu ko chooma hoga chaman mein
Tum nikla na karo benaqab zamana jal jaye ga
Sar hai tera dehka dehka aag barsaye hai sawan mein...